यह शब्द हिन्दी
गाने “लड़की ब्यूटीफुल कर गई चुल्ल...” के कारण प्रचलित हुआ है चुल एक हरियाणवी छवि का
शब्द है जिसका एक अर्थ “कंगाल” भी हो सकता है या “दिल पर काबू ना रहना भी” जैसे उपरोक्त गाने की पंक्ति का अर्थ होता है “वो सुन्दर लड़की मुझे पागल कर गई, या मैं उसके पीछे पागल हूँ...” यदि इसके स्थान पर कहा जाए कि वो लड़की मुझे चुल्ल (बर्बाद) कर गई तब भी इस
अर्थ को गलत नही ठहराया का सकता कुल मिलाके चुल्ल शब्द अनेक अर्थों को दर्शाता है
अधिक स्पष्टता उदाहरणों में समझिये
चुल या चुल्ल शब्द
का कोई आधिकारिक ना अर्थ होते हुए यह किसी असमंजस या हानि की स्थिति को दर्शाता है
जैसे कि कोई ऐसी स्थिति जिसमें कुछ भी समझ ना आ रहा हो या एक प्रकार का नुकसान हो
गया हो सामान्य तौर पर किसी व्यक्ति से आवश्यकता से अधिक अपेक्षा करने के पश्चात
कुछ भी हासिल ना होना चुल्ल शब्द को दर्शाता है
Yah Shabd Hindi Gaane “Ladki Beautiful Kar
Gayi Chull…” Ke Karan Prachlit Hua Hai. Chull Ek Haryanvi Chhavi Ka Shabd Hai
Jiska Ek Arth “Kangaal” Bhi Ho Sakta Hai. Ya Dil Par Kaabu Na Rahna Bhi. Jaise Uprokt Gaane Ki
Pankti Ka Arth Hota Hai “Vo Sundar Ladki Mujhe Pagal Kar Gayi, Ya Mai Uske Pichhe
Pagal Hu…” Yadi Iske Sthan Par Kaha Jaaye Ki Vo Ladki Mujhe Chull (Barbad) Kar
Gayi Tab Bhi Iss Arth Ko Galat Nahi Thahraya Ja Sakta. Kul Milaake Chull Shabd
Aneko Arthon Ko Darshata Hai. Adhik Shapashtata Udaharno Me Samjhiye.
Chul Ya Chull Shabd Ka Koi Adhikarik Arth Na Hote Huye Yah Kisi Asmanjas Ya Hani Ki Sthiti Ko Darshata Hai. Jaise Ki Koi Aisi Sthiti Jismein Kuchh Bhi Samajh Na Aa Raha Ho. Ya Ek Prakar Ka Nuksan Ho Gaya Ho. Samanya Taur Par Kisi Vyakti Se Avshyakta Se Adhik Apeksha Karne Ke Pashchat Kuchh Bhi Hasil Na Hona Chull Shabd Ko Darshata Hai.