टेटुआ शब्द उत्तरी
भारत के खड़ी बोली इलाकों के साथ साथ अन्य हिन्दी भाषी क्षेत्रों में प्रचलित है वर्तमान
में इस प्रकार के शब्दों को हिन्दी फिल्मों में प्रयोग किया जाने लगा है टेटुआ
शब्द का अर्थ होता है “गला/ गर्दन”; इसके अतिरिक्त गले के आकार की किसी सुराहीदार नाली को टेटुआ कहा जाता है इस शब्द
को हिन्दी फिल्म “गंगाजल” के गाने “टेटुआ” के कारण प्रसिधी मिली है टेटुआ शब्द से सबंधित कुछ
उदाहरण नीचे दिए गए हैं।
जैसे कि “टेटुआ दबाना...” जिसका अर्थ होता है “गला दबाना” हालाँकि शुद्ध हिन्दी भाषी क्षेत्रों में यह शब्द बहुत कम प्रयोग में लाया
जाता है टेटुआ को अंग्रेजी में नैक कहा जाता है।
Tetua Shabd Uttari Bharat Ke Khadi Boli
Ilakon Ke Sath Sath Anya Hindi Bhashi Kshetron Me Prachlit Hai. Vartman Me Iss
Prakar Ke Shabdon Ko Hindi Filmon Me Prayog Kiya Jane Laga Hai. Tetua Shabd Ka
Arth Hota Hai: Gala/ Gardan; Iske Atirikt Gale Ke Aakar Ki Kisi Surahidar Naali
Ko Tetua Kaha Jata Hai. Iss Shabd Ko Hindi Film “Gangajal” Ke Gaane “Tetua” Ke
Karan Prisidhi Mili Hai. Tetua Shabd Se Sambandhit Kuchh Udaharan Niche Diye
Gaye Hain.
Jaise Ki “Tetua Dabana…” Jiska Arth Hota Hai “Gala
Dabana” Yaddpi Shudh Hindi Bhashi Kshetron Me Yah Shabd Bahut Kam Prayog Me
Laya Jata Hai. Tetua Ko Angreji Me (Neck) Kaha Jata Hai.